jee karta hai gehri neend mein so jaun

jee karta hai gehri neend mein so jaun peepal ki parchhai ki tarah teri god mein kho jaun lekin jindagi itni aasan bhi to nahin ho sakti ssaasno ki khusboo se seeenchu main apna chaman tum bhulo ya na bhulo kuchh bhi lekin main kaash sab kuchh sada ke liyey bhul jaaun